Mobile handset water damage Agar aap ka mobile phone pani me girjaye ya phir barish me bhig jaye to kya karna hai ? HELLO DOSTO AAP SABHI LOGONKO MERI TARAF SE IS BLOG ME BAHOT BAHOT SWAGAT HAI. AAJ MEIN AAP LOGO KO YE BATANE JARAHA HU KE AGAR AAPKA MOBILE PANI MEIN GIR JAYE YA BARISH KE KARAN BHEEG JAYE TO US MOBILE KO KYA KARNA HAI. SABSE PAHELE JAB VI AAP KO PATA CHALTA HAI KE MERA JO MOBILE HAI WO PURI TARHA BHEG CHUKE TO AAP USE ON KARNE YA CHALANE KI KOWSISH MAT KIJEYE. AGAR AAP YE KARTE HAI TO KYA HOTA HAI MOBILE KE PCB ME JO CHOTE CHOTE IC HOTA HAI WO JAL JATA HAI OR APKE PHONE PERMANENTLY DAMAGE HO SAKTA HAI . AAP APNI JO BHIGA HUA MOBILE HAI USE CHAWAL YANI KE RICE KACCHE CHAWAL PAR EK SE DO DIN TAK RAKH DIJIYE . YAHAN PAR MAIN EK BAT BATANA CHAHATA HUN KOI V HAIR DRYARE YA VACUUM CLEANER USE MAT KIJEYE. PHIR V NAHI HUA TO AAP PURANE MODEL KA JO BULB HOTA HAI 40WAT, 60WAT, 100WAT KE USKE HEAT PE APNI MOBILE KO SUKHA SAKTE HAI. AAP CH...