Mobile handset water damage
Mobile handset water damage
Agar aap ka mobile phone pani me girjaye ya phir barish me bhig jaye to kya karna hai ?
HELLO DOSTO AAP SABHI LOGONKO MERI TARAF SE IS BLOG ME BAHOT
BAHOT SWAGAT HAI.
AAJ MEIN AAP LOGO KO YE BATANE JARAHA HU KE AGAR AAPKA
MOBILE PANI MEIN GIR JAYE YA BARISH KE KARAN BHEEG JAYE TO US MOBILE KO KYA
KARNA HAI. SABSE PAHELE JAB VI AAP KO PATA CHALTA HAI KE MERA JO MOBILE HAI WO
PURI TARHA BHEG CHUKE TO AAP USE ON KARNE YA CHALANE KI KOWSISH MAT KIJEYE.
AGAR AAP YE KARTE HAI TO KYA HOTA HAI MOBILE KE PCB ME JO CHOTE CHOTE IC HOTA
HAI WO JAL JATA HAI OR APKE PHONE PERMANENTLY DAMAGE HO SAKTA HAI . AAP APNI JO
BHIGA HUA MOBILE HAI USE CHAWAL YANI KE RICE KACCHE CHAWAL PAR EK SE DO DIN TAK RAKH DIJIYE . YAHAN PAR MAIN EK
BAT BATANA CHAHATA HUN KOI V HAIR DRYARE YA VACUUM CLEANER USE MAT KIJEYE. PHIR
V NAHI HUA TO AAP PURANE MODEL KA JO BULB HOTA HAI 40WAT, 60WAT, 100WAT KE USKE
HEAT PE APNI MOBILE KO SUKHA SAKTE HAI. AAP CHAWAL ME V RAKH SAKTE HAI JAYSE V
SUKHANE KI KOWSIS KARNA CHAHE USSE PAHLE AAPNI MOBILE KA JO V PARTS AAP ALAG
KAR SAKTE JAYSE K COVER BACK COVER BATTERY SABKUCH. AUR EK TIP DENA CHATA HUN
DOSTO AGAR AAPKO KAHI AYSI JAGAH JANA HO JAHA AAPKI MOBILE BHIG JANE KI ASANKA
HAI TO AAP APNE SATH EK CONDOM LEKE JAYE AUR MOBILE PAR LAGA DIJIYE JAYSE
PENNIES PE PAHENTE HAI AUR KASKE BANDH DE ,ISSE AAPKA JO MOBILE HAI WO KAVI
NAHI BHIGE GA AAP CHAHE JITNE V FOOT PANI KE NICHE JAYE. DHANYABAD.
Comments
Post a Comment